Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Usse pucha..😌💐
Main Nay Ussay Poocha Tha,
Kya Dhoop Main Barish Hoti Hai??
Wo Hanstay Hanstay Ronay Lagi
Aur Dhoop Main Barish Honay Lagi….😌💐
Title: Usse pucha..😌💐
Sab kuch gawa kar baitha hun || sad shayari
Kuch paane ki khwahish thi,
Ab sab kuch gwa kar baitha hun
Kaise nazrein milayu zamane se mein
Bas abhi abhi,
Mein apna ghar jala kar baitha hun…💔
कुछ पाने की ख़्वाहिश थी,
अब सब कुछ गंवा कर बैठा हूँ,
कैसे नज़रें मिलाऊ ज़माने से मैं,
बस अभी अभी,
मैं अपना घर जला कर बैठा हूँ…💔



