Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohabbat ke shartein
Meri zulfon ke gehro mein sukoon mile toh kehna,
Lambi si raatein ab mere saath choti lagne lage toh kehna,
Aur mujhse door rehkr bhi, mujhi si pyaar kr sako toh kehna..
Kyunki iss baar mohabbat nibha pao toh hi rehna.
Title: Mohabbat ke shartein
Door rehkar mohobbat || hindi shayari || two line shayari
Jitna dur rehkar chahoge utni hi gehri hogi mohobbat
Jis din jism bichme aagya, samaj jana bewafai kareeb hein ♥
जितना दूर रहकर चाहोगे उतनी ही गहरी होगी मोहोब्बत जिसदिन जिस्म बीच में आ गया, समझ जाना बेवफाई करीब हैं ❤️
