
oh beeba game tatu sohni khedi
par banda galt chun leya
Enjoy Every Movement of life!

Kuch khawahishe usne adhuri rakh di
Kuch pal meine bhi kho diya
Jikra nahi aaya uski hothon par hamara
Humne chod diya usse akela ye kah ke jaao dekh aao jamana koi saath nibha sake hamare jaisa toh humne bhi batana
Irada na tha mera door jane ka
Gairon se fariyaad na kar mere laut aane ka
Mohobbat ke lamhe bhool nhi sakte
Koi to esa zariya hota yaadon ko bhool jane ka…
इरादा न था मेरा दुर जाने का
गैरो से फ़रियाद न कर मेरे लौट आने का ।
मोहब्बत के लम्हे भूल नही सकते
कोई तो ऐसा जरिया होता यादो को भूल जाने का ।।