Skip to content

Vo roye || heart touching shayari || love shayari

Vo roye to bhut par mujhse mooh mod kar roye
Koi majboori hogi jo dil tod kar roye
Mere samne kar diye…Meri tasveer ke tukde
Pta chala mere piche vo unhe jod kar roye

वो रोए तो बहुत पर मुझसे मुंह मोड़ कर रोए,
कोई मजबूरी होगी जो दिल तोड़ कर रोए,
मेरे सामने कर दिए… मेरी तस्वीर के टुकड़े,
पता चला मेरे पीछे वो उन्हे जोड़ कर रोए।

Title: Vo roye || heart touching shayari || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zaroorat vele yaad na karega kar || ghaint punjabi shayari

Menu sirf zaroorta vele yaad na kareya kar,
Galatfehmi ho jandi e kite mein khuda taan nahi!

ਮੈਨੂੰ ਸਿਰਫ਼ ਜਰੂਰਤਾਂ ਵੇਲੇ ਯਾਦ ਨਾ ਕਰਿਆ ਕਰ,
ਗਲਤਫ਼ਹਿਮੀ ਹੋ ਜਾਂਦੀ ਐ ਕਿਤੇ ਮੈਂ ਖੁਦਾ ਤਾਂ ਨਹੀਂ!

Title: Zaroorat vele yaad na karega kar || ghaint punjabi shayari


Chand Alfaz gulab ki Aur || love shayari

Log kehte hain ke unhe gulab ki Khushboo har fool se Achhi lagti hai!!!!

Par koi hamare dilse pooche hame toh aapke jism ki khushboo uss gulab se Bhi achhi lagti hai❤️❤️🌹🌹

-Mohammed Arman

Title: Chand Alfaz gulab ki Aur || love shayari