Skip to content

Bhuli bisri yaaden

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.

Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.

Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye

Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye

Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai

Berang zindagi jeene ki kosish hai

Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal

Woh sukoon se bharaa hua kal

Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge

Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.

Title: Bhuli bisri yaaden

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Alfaz sade chubde ne taa || sad shayari || sad but true

Alfaz sade chubde ne taa dsda jayi sajjna
Asi chup rehna Sikh lawange teri khushi khatir..!!

ਅਲਫਾਜ਼ ਸਾਡੇ ਚੁੱਭਦੇ ਨੇ ਤਾਂ ਦੱਸਦਾ ਜਾਈਂ ਸੱਜਣਾ
ਅਸੀਂ ਚੁੱਪ ਰਹਿਣਾ ਸਿੱਖ ਲਵਾਂਗੇ ਤੇਰੀ ਖੁਸ਼ੀ ਖਾਤਿਰ..!!

Title: Alfaz sade chubde ne taa || sad shayari || sad but true


Manjoor Ya Namanjoor || two line hindi shayari

Manjoor ya na manjoor sirf do shabad hai
Gar ek bhi keh diya to marjaunga🍁

मंज़ूर या न मंज़ूर सिर्फ दो शब्द हैं
अगर एक भी कह दिया तो मर जाऊंगा🍁

Title: Manjoor Ya Namanjoor || two line hindi shayari