#GG
#GG
Girte patton se shakhon ke berang nazare hain
Lehron ki khanak sunne ko betaab kinare hain
Murjha gayi hain kaliyan bhi do boond pani ki aas mein
Mitti ki khoobsurti ab bejaan foolon ne saware hain…💯
गिरते पत्तों से शाखों के बेरंग नज़ारे हैं,
लहरों की खनक सुनने को बेताब किनारे हैं,
मुरझा गई हैं कलियाँ भी दो बूँद पानी की आस में,
मिट्टी की खूबसूरती अब बेजान फूलों ने सवारे हैं…💯
NA DEKHIYE GHADHI WO WAQT HAI G RUKE GA NAHI
YEH DIL MUKHTASAR SI GUFTUGU PAR QARAAR PAAYE GA NAHI
نہ دیکھئے گھڑی وہ وقت ہے جی رکے گا نہیں
یہ دل مختصر سی گفتگو پر قرار پائے گا نہیں