Skip to content

Agar Tum Na Hote || hindi love shayari

Agar Tum Na Hote To Gajal Kaun Kahta,
Tumhare Chehare Ko Kamal Kaun Kahta,
Yeh Karishma Hai Mahobat Ka..
Warna Pathar Ko Taj Mahal Kaun Kehta! ?

 अगर तुम न होते तो ग़ज़ल कौन कहता,
तुम्हारे चहरे को कमल कौन कहता
यह तो करिश्मा है मोहब्बत का..
वरना पत्थर को ताज महल कौन कहता। ?

Title: Agar Tum Na Hote || hindi love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat || URDU Shayari || two line shayari

MOHABBAT KI LAKEERON SE DOOR KHWAABON MAIN JI RAHI HO MAIN

WO LAMHA WASL KA KABHI MERI HAYAAT MAIN TO AAYE GA NAHI

محبّت کی لکیروں سے دور خوابوں میں جی رہی ہوں میں
وہ لمحہ وصل کا کبھی میری حیات میں تو آئے گا نہیں

Title: Mohobbat || URDU Shayari || two line shayari


Zamana kis din meri baat sunega || hindi shayari

जमाना किस दिन मेरी बात सुनेगा।
मेरे सवाल कड़ी धूप की रेत में खड़े है।
बिस्तर पे लगे थे उनके भी ज़ख्म भर गए,
जिनके सपने मेरे से दस साल बड़े है।

Title: Zamana kis din meri baat sunega || hindi shayari