TABIYAT NA SAAZ REHTI HAIN JAB SE DUR HUE HAIN AAP HUM SE
YAQEE BHI NAHI HOTA KHUD PAR IS QADAR MOHABBAT JO KAR BAITHAIN
طبیعت ناساز رہتی ہے جب سے دور ہوئے ہیں آپ ہم
سے
یقیں بھی نہیں ہوتا خود پر اس قدر محبّت جو کر بیٹھیں
Shayari mein apna dard talash kroge to bta nhi payegi…
Usmein gam auro ka likha hai, tumhara jta nhi payegi…
Apne gam aur khushi ko panne pe utarna sikh lo..
Ye mera tazurba kehta hai, tumhe koi takleef staa nhi payegi…
शायरी में अपना दर्द तलाश करोगे तो बता नहीं पायेगी..
उसमे गम ओरों का लिखा है, तुम्हारा जता नहीं पायेगी..
अपने गम और खुशी को पन्ने पे उतारना सीख लो..
ये मेरा तजुर्बा कहता है, तुम्हे कोई तकलीफ सता नहीं पायेगी.