Skip to content

Baat bas itni si hai k || Dua shayari hindi

बात बस इतनी सी है कि...
जिस दर में सिर झुकाओ तो अपनी
नीयत साफ रखना,
दुआएं भी नीयत से होती है,
दुआओं की कोई नीयत नहीं होती...

Title: Baat bas itni si hai k || Dua shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sad hindi shayari || two line shayari

Jhuth par kuch is trah tika hu
Sach se jada afwahon mein bika hu

झूठ पर कुछ इस तरह टिका हूँ 
सच से ज्यादा अफवाहों में बिका हूँ

Title: Sad hindi shayari || two line shayari


MAA || zindagi ke eham hisse

chalo likhti hu apne zindagi ke sabse ehem hisse ke bare me

shabd hi kam pargaye jab socha maa ke bare me

har mushkil me saath dete ek bas use dekha hai

khuda to na dekha maine par uski shaktiyon ko apni maa me dekha hai

bachpan ki beeti baaton ko main bhool kabhi na paati hu

pyar to bahut karti hoon aapse bs izhar nahi kar pati hoon

Title: MAA || zindagi ke eham hisse