Skip to content

Shayari

Title: Shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Badi Der Se Aaya || 2 lines hindi status

Dil Se Dil Mile Ya Na Mile Haath Milaao,
Humko Ye Saleeka Bhi Badi Der Se Aaya.
दिल से दिल मिले या न मिले हाथ मिलाओ,
हमको ये सलीका भी बड़ी देर से आया।

Title: Badi Der Se Aaya || 2 lines hindi status


Waqt sikha deta hai kadar karna || hindi shayari

Agar tumhare sath koi rishta nahi rakhna chahta,
To usse door ho jao,
Kyunki waqt khud sikha dega use kadar karna aur tumhe sabar karna..✌️👌

अगर तुम्हारे साथ कोई रिश्ता नही रखना चाहता,
तो उससे दूर हो जाओ,
क्योंकि वक्त खुद सिखा देगा उसे कदर करना, और तुम्हे सब्र करना।✌️👌

Title: Waqt sikha deta hai kadar karna || hindi shayari