Enjoy Every Movement of life!
TABIYAT NA SAAZ REHTI HAIN JAB SE DUR HUE HAIN AAP HUM SE
YAQEE BHI NAHI HOTA KHUD PAR IS QADAR MOHABBAT JO KAR BAITHAIN
طبیعت ناساز رہتی ہے جب سے دور ہوئے ہیں آپ ہم
سے
یقیں بھی نہیں ہوتا خود پر اس قدر محبّت جو کر بیٹھیں
Kuch logo ko lagta hai mujhe unki chalakiyan samajh nhi aati,
Mein badi khamoshi se dekhta hu unko apni nazro se girte huye 🙃
कुछ लोगों को लगता है मुझे उनकी चलाकियां समझ नही आती,
में बड़ी खामोशी से देखता हूं उनको अपनी नजरो से गिरते हुए।🙃
