Skip to content

Chuur hoye me || Sacha pyaar

Supne chuur hoye te chuur hoya main
Jide Bina jeen baare socheya ni oonu shaddan lyi majboor hoya main
Oo Hasdi rve main khush rhun Pher ki hoya je chuur hoya main

Title: Chuur hoye me || Sacha pyaar

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yaadein chodd do || Hindi shayari

Pyaar karo ya na karo,
Saath raho ya na raho,
Bas yaadein hamare liye chodd do,
Chahe aitbaar karo na karo.❣️

Title: Yaadein chodd do || Hindi shayari


Bewafai ka ilzaam || sad hindi shayari

Kismat ye mera imtehaan le rahi hai
Tadap kar yeh mujhe dard de Rahi hai
Dil se kabhi bhi mene use door nhi kiya
Fir kyu bewafai Ka veh ilzaam de Rahi hai

किस्मत यह मेरा इम्तेहान ले रही है
तड़प कर यह मुझे दर्द दे रही है
दिल से कभी भी मैंने उसे दूर नहीं किया
फिर क्यों बेवफाई का वह इलज़ाम दे रही है

Title: Bewafai ka ilzaam || sad hindi shayari