Skip to content

DIL DIYA GALLAN ||love punjabi shayari




Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari

Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai….
Teri wajah se meri duniya khabon khayalon mein kho gyi hai
Teri wajah se duniya najron se gayab ho gyi hai
Mere khayal, khwaish Haqeeqat mein tabdil hone ki zid mein aa gyi hai….
Aur jo bajaron mein shan se nikla karte the hum,
Aaj hamari pehchan badal gyi hai ….
Aaj tak hum dil ke mareezon ko yun vyapari bulaya krte the ,
Aaj khud unme shamil hain, yeh kaisi bimari ho gyi hai..
Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai..💔

Title: Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari


Barsaat sirf suhaana mausam || True kisaani shayari || farmer

ਬਰਸਾਤ ਸਿਰਫ਼ ਸੁਹਾਵਣਾ ਮੌਸਮ ਨਹੀਂ ਖੇਤਾਂ ਤੇ ਕਿਸਾਨਾਂ ਉਪਰ ਤੇਜ਼ਾਬ ਹੁੰਦਾ ਹੈ,
ਆਬ ਨੈਣਾ ਦਾ ਵਹਿੰਦਾ ਪਲਕਾਂ ਤੋਂ ਸੁੱਖ ਦੁੱਖ ਵਿਚ ਬਣਕੇ ਹੰਜੂਆ ਦੀ ਤਰ੍ਹਾਂ।
ਸੁੱਖ ਤਾਹ ਖਿਆਲੀ ਗਵਾਚ ਗਏ ਨੇ ਦੁੱਖਾਂ ਨੇ ਹਕੀਕਤ ਵਿਚ ਜਗਾਹ ਬਣਾ ਲਈ ਹੈ,
ਖਤ੍ਰੀ ਬੈਠਾ ਦਰਵਾਜਾ ਖੋਲਕੇ ਕੀਤੋ ਤਾ ਆਵੇਗਾ ਖੁਸ਼ੀਆਂ ਦਾ ਪਰਚਮ ਫਤਿਹ ਕਰਦਾ।

Title: Barsaat sirf suhaana mausam || True kisaani shayari || farmer