Tumhe kya bataye is dil kaa haal
abhi to ham kud uljann me hai
“ਤੁਮਹੇਂ ਕਯਾ ਬਤਾਏ ਇਸ ਦਿਲ ਕਾ ਹਾਲ ਅਭੀ ਤੋਂ ਹਮ ਖ਼ੁਦ ਉਲਜਣ ਮੈਂ ਹੈ”
Enjoy Every Movement of life!
Rishte nibhane na ho to ban jao tum raqeeb
Do rang ke chehre mujhe acche nhi lagte..💯
रिश्ते निभाने न हो तो बन जाओ तुम रकीब
दो रंग के चेहरे मुझे अच्छे नहीं लगते 💯
YEH JO TALKH ZABAANI AAP KI SUNTE AAYE HAIN AAJ TAK HUM
BAA KHUDA ISE EHTERAAMAN HUM NE APNE ZARF MAIN DHAALA HUA HAI
یہ جو تلخ زبانی آپ کی سنتے آئے ہیں آج تک ہم
با خدا اسے احتراماََ ہم نے اپنے ظرف میں ڈھالا ہوا ہے