Skip to content

EhsAAS || 2 lines shayari in hindi status

na jaane kon sa ehsas hai hum dono me dooriya toh bhot hai.. lekin mohbbat kam nahi…

Umeed kya hoti hai us insaan se pucho jo aaj bhi bhaita hai kisi ke intzar me🥺

Bahut door jana hai mujhe..
Agar jaldi chla jao to afsos mat karna..

Title: EhsAAS || 2 lines shayari in hindi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Najma deevano ka || love Hindi shayari

Ek to najma deevano🫣 ka upr se ishq❤️‍🩹 bhi shaamil hai…aap kehte hain mehfil ise mujhe lgta hai mera dil hai💞 

एक तो नज्मा दीवानों🫣 का ऊपर से इश्क़ ❤️‍🩹 भी शामिल है आप कहते हैं महफिल इसे मुझे लगता है मेरा दिल है💞

Title: Najma deevano ka || love Hindi shayari


Mujh ko kar rahi khamosh hai || khamoshi

Teri khamoshi mujhko kr rahi khamosh hai,

jane tujhe kya hua hai aur kya mera dosh hai,

mai khud se puchu kai swaaal ki kyu tu madhosh hai,

tu premika thi fir kyu sab jaan k bhi bihosh hai..

Title: Mujh ko kar rahi khamosh hai || khamoshi