Skip to content

Hamari pasand hamesha || 2 lines love shayari

Hamari pasand hamesha laazwaab hoti hai
agar zakeen na toh zara apni aur dekh

ਹਮਾਰੀ ਪਸੰਦ ਹਮੇਸ਼ਾ ਲਾਜ਼ਵਾਬ ਹੋਤੀ ਹੇ,
ਅਗਰ ਜਕੀਨ ਨ ਤੋਂ ਜ਼ਰਾ ਆਪਣੀ ਔਰ ਦੇਖ☺️

Title: Hamari pasand hamesha || 2 lines love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Meri adhuri mohabbat

Batein toh tab hua karti thi batein toh abb bhi hoti hai magar fark sirf itna hai pehle ki gayi baaton mein raatein na hoti thi magar abb ki gayi baaton mein aksar raatein hojati hai 🥺

Title: Meri adhuri mohabbat


Karlo ibadat || Hindi shayari || life shayari

Karlo ibadat bhi is waqt se
Ke laut aaye bachpan ek baar fir…
Jab rukte nahi the pair khwabon ke piche se,
Daurhti rahe ye dhadkan ek baar fir…💕

करलो इबादत भी इस वक्त से,
के लौट आए बचपन एक बार फिर…
जब रुकते नहीं थे पैर ख्वाबों के पीछे से,
दौड़ती रहे ये धड़कन एक बार फिर…💕

Title: Karlo ibadat || Hindi shayari || life shayari