Skip to content

Heart breaking shayari || hindi shayari

Wo puchhna ye tha ki 
Kaha masroof ho gaye ho tum aajkal 
Ab to dil dukhane bhi nahi aate🙃

वो पूछना ये था कि
कहाँ मशरूफ हो गए हो तुम आजकल
अब तो दिल दुखाने भी नही आते🙃

Title: Heart breaking shayari || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


dard ki inteha || sad 2 lines shayari hindi

Pachtayi bahot us k darwaze par dastak de kar
dard ki inteha ho gai jab uss ne poocha kon ho tum

Title: dard ki inteha || sad 2 lines shayari hindi


Yaad tumhari ati h..🫂🥀

Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai, ❤️Barish Ke Har Qatre Se Awaz Tumhari Aati Hai.🙈Badal Jab Garajte Hain, Dil Ki Dharkan Badh Jati Hai,Dil Ki Har Ek Dharkan Se Awaz Tumhari Aati Hai.🫂Jab Tez Hawayein Chalti Hai To Jaan Hamari Jati Hai,Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai..🥀💐

Title: Yaad tumhari ati h..🫂🥀