Skip to content

Ilzaam mere hak aaya ||sad hindi shayari

Sawaal mera tha or jawaab uske haq aaya ….
jaana mein barbaad hu…
jab gunaah uska tha or ilzaam mere haq aaya…..💔

सवाल मेरा था और जवाब उसके हक आया….
जाना मैं बर्बाद हूँ…
जब गुनाह उसका था और इल्ज़ाम मेरे हक आया….💔

Title: Ilzaam mere hak aaya ||sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Rounga nahi || two line hindi shayari || best shayari

Sabr ke sahil se ho gya hai mera rabta
Ab dekh lena tum mai rounga nahi…🙌

सब्र के साहिल से हो गया है मेरा राब्ता
अब देख लेना तुम मैं रोऊंगा नहीं…🙌

Title: Rounga nahi || two line hindi shayari || best shayari


TAALASH || thaam rakha hai

izteraab me h zindagi meri..
Ab toh dard me hi araam rakha h…
Tu ab bhi nhi bikhra modassir tere rab ne tujhe thaam rakha h !!!

Title: TAALASH || thaam rakha hai