Skip to content

Is baat ka bahut ghumaan hai || hindi shayari

Tumko mere sath dekh ke jalna || best punjabi quotes


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Itni Muddat Baad || HIndi Gazal

Itni Muddat Baad #Gazal# 

Itni Muddat Baad Mile Ho
Kin Socho Mein Gum Rahate Ho

Tez Hawaa Ne Mujh Se Puchaa
Ret Pe Kya Likhte Rehte Ho

Kaun Si Baat Hai Tum Mein Aisi
Itne Achchhe Kyon Lagte Ho

Hum Se Na Poocho Hijr Ke Qisse
Apni Kaho Ab Tum Kaise Ho!

Title: Itni Muddat Baad || HIndi Gazal


ASIN MILE HI KYU || Shayari punjabi dard and alone

Kade kade bahut sataunda e mainu
ik swaal
asin mile hi kyu
jad milna hi nai c

ਕਦੇ ਕਦੇ ਬਹੁਤ ਸਤਾਉਂਦਾ ਏ ਮੈਨੂੰ
ਇਕ ਸਵਾਲ
ਅਸੀਂ ਮਿਲੇ ਹੀ ਕਿਉਂ
ਜਦ ਮਿਲਣਾ ਹੀ ਨਹੀਂ ਸੀ

Title: ASIN MILE HI KYU || Shayari punjabi dard and alone