Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kaunsa Pyaar || hindi shayari || Mohobat
Jazbat nahi bayan hai humara
Alfaaz nahi arzoo hai humari
Chaahat ki wajah diwanagi nahi
Ehsaas ki bina ashiqi nahi
Lihaaz rakhna iss dil ka
Kyunki mohobaat ke bina woh mukamal hi nahi
Title: Kaunsa Pyaar || hindi shayari || Mohobat
chahe poori umar mulaakaat || Love hindi shayari
Lamhe yeh suhaane saath ho na ho
kal me aajh jaisi baat ho naa ho
aapka pyar hamesha is dil me rahega
chahe poori umar mulaakaat ho naa ho
लम्हें ये सुहाने साथ हो ना हो,
कल मे आज जैसी बात हो ना हो,
आपका प्यार हमेशा इस दिल में रहेगा,
चाहे पूरी उम्र मुलाकात हो ना हो..

