Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aadat si ho gai hai || sad hindi shayari
Jao yaha rehna khush rehna
Khwahish to ibadat si ho gayi hai
Tum se juda hokar tanhayion mein rehna
Meri ab aadat si ho gayi hai…💔
जाओ जहां रहना खुश रहना
ख्वाइश तो इबादत सी हो गई है
तुम से जुदा होकर तन्हाइयो में रहना
मेरी अब आदत सी हो गई है …💔
Title: Aadat si ho gai hai || sad hindi shayari
Sache aashiq ka dil || sad but true || two line shayari
Aaj bhi mera naam tere naam se joda jata hai,
Har ek sache ashik ka dil aaj bhi toda jata hai 😶💔
आज भी मेरा नाम तेरे नाम से जोड़ा जाता है,
हर एक सच्चे आशिक का दिल आज भी तोड़ा जाता है😶💔

