Skip to content

lover shayari

Title: lover shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khamoshiyan || hindi shayari

Khamoshi hindi shayari || Chup reh kar bhi kya shor hai
Kuch gaur ispe kijiye..!!
Lafzon mein kya rakha hai sahib
Khamoshiyon ko sun lijiye..!!
Chup reh kar bhi kya shor hai
Kuch gaur ispe kijiye..!!
Lafzon mein kya rakha hai sahib
Khamoshiyon ko sun lijiye..!!

Title: Khamoshiyan || hindi shayari


Kaanton pe bhi hak hmara nhi || sad hindi shayari

Chal mere hamnashi ab kahi aur chal,
Is chaman mein ab apna guzara nhi,
Baat hoti gulo tkk to seh lete hum,
Ab kaanton pe bhi hak hmara nahi💔

चल मेरे हमनशीं अब कहीं और चल,
इस चमन में अब अपना गुजारा नहीं,
बात होती गुलों तक तो सह लेते हम,
अब काँटों पे भी हक हमारा नहीं।💔

Title: Kaanton pe bhi hak hmara nhi || sad hindi shayari