Skip to content

KASAM hai tujhe || hindi shayari images

  1. KASAM hai tujhe || hindi shayari images


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Na Mohobbat dubara huyi || sad but true || hindi shayari

Naa Jakham bhare, naa Sharab sahara huyi 
Naa Tum loute, naa Mohabbat dobara huyi!💯💔

ना जख्म भरे, ना शराब सहारा हुई 
ना तुम लौटे, ना मोहब्बत दोबारा हुई !💯💔

Title: Na Mohobbat dubara huyi || sad but true || hindi shayari


Hindi shayari || yaadein || sad shayari

Irada na tha mera door jane ka
Gairon se fariyaad na kar mere laut aane ka
Mohobbat ke lamhe bhool nhi sakte
Koi to esa zariya hota yaadon ko bhool jane ka…

इरादा न था मेरा दुर जाने का
गैरो से फ़रियाद न कर मेरे लौट आने का ।
मोहब्बत के लम्हे भूल नही सकते
कोई तो ऐसा जरिया होता यादो को भूल जाने का ।।

Title: Hindi shayari || yaadein || sad shayari