Skip to content

Khoobsurat to har lamha hai || HIndi kyaa baat shayari

खूबसूरत तो हर लम्हा है,
शायद देखने की नज़ाकत नहीं है...
अकेले चलने की हिम्मत तो है,
शायद साथ छोड़ने की आदत नहीं है...
शर्त है मै सिर्फ मयखाने तक जाऊंगा
आगे का रास्ता तुम तय कर लेना...
ताल्लुक़ मेरा पुराना है इन गलियों से,
शायद छूटा पैमाना पकड़ने की आदत नहीं है...

Title: Khoobsurat to har lamha hai || HIndi kyaa baat shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Chal padhe hai raaho mein

Chal padhey hain raahon mein shayad koi basaa le hamey apni nigaahon mein, waise to jee rahey hain berukhi si zindagi agar koi Mila hamsafar to ho jaayeinge shaamil uske sangh mohabbat ki panaho mein warna Kam se kam mout to samaa hi legi hamey apni baahon mein……..

Title: Chal padhe hai raaho mein


Dil mein jagah || Urdu Ghazal or Shayari

DIL MAIN JAGAAH TO DE HI DI HUM NE UNHE

KAASH !!! QADAR KAR LETE WO BHI JO HAQUE DIYE HUM NE UNHE

دل میں جگہ تو دے ہی دی ہم نے انھیں
کاش !!! قدر کرلیتے وہ بھی جو حق دیے ہم نے انھیں

Title: Dil mein jagah || Urdu Ghazal or Shayari