Skip to content

Pehla taa dujeya ch hi uljhe rehnde c asi..
Lgda e ajjkl khud naal mulaqat ho rhi e.
love shayari || Pehla taa dujeya ch hi uljhe rehnde c asi.. Lgda e ajjkl khud naal mulaqat ho rhi e.


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Lafz zaroori nahi || true hindi shayari || shayari images

Har baat ko byan karne ke liye lafaz zaroori to nhi
Kuch baton ko ankhein bhi khub byan karti hain..!!




Tu na hoti || sad hindi shayari || broken shayari

Tujhe milkar yun lga ki tujhe na milte to ascha hota
Aur bichadkar yun laga ke kuch din aur sath reh lete to ascha hota
Aur is lagne mein sari umar gwa chuke hain hum
Ab lagta hai ke tuhi na hoti to ascha hota 💔

तुझे मिलकर यू लगा की तुझे ना मिलते तो अच्छा होता
और तुझसे बिछड़कर यू लगा की कुछ दिन और साथ रह लेते तो अच्छा होता
और इस लगने में सारी उमर गवा चुके है हम
अब लगता है कि तू ही न होती तो अच्छा होता💔

Title: Tu na hoti || sad hindi shayari || broken shayari