Skip to content

mohabbat ka .. naya daur

Ye unakee mohabbat ka .. naya daur hai ..
jahaan main kal thi … aaj koee aur hai ..

Title: mohabbat ka .. naya daur

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Chhod diya tha likhna me || Hindi Sad shayari image

Chhod diya tha likhna maine
par aj fir kalam uthayi hai
uski yaad me
waise to #arsh kabhi bolkar byaan nahi karta
par aaj likhega dil ke dard ko apni shayari ke har alfaaz se




True hindi lines || two line best hindi shayari

Aankho ko moond lene se khatra na jayega
Wo dekhna pad jayega jo dekha n jayega🙌

आंखों को मूंद लेने से खतरा न जाएगा
वो देखना पड़ जायेगा जो देखा न जाएगा🙌

Title: True hindi lines || two line best hindi shayari