Skip to content

Mohobat taan bewajha || 2 lines ghaint status

wajha nafrat lai labhi di dila
mohobat te hundi hi bewajha

ਵਜ੍ਹਾ ਨਫਰਤ ਲਈ ਲੱਭੀ ਦੀ ਦਿਲਾਂ,
ਮਹੁੱਬਤ ਤੇ ਹੁੰਦੀ ਹੀ ਬੇਵਜ੍ਹਾ ❤️

 

Title: Mohobat taan bewajha || 2 lines ghaint status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bhuli bisri yaaden

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.

Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.

Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye

Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye

Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai

Berang zindagi jeene ki kosish hai

Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal

Woh sukoon se bharaa hua kal

Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge

Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.

Title: Bhuli bisri yaaden


Waqt toh abb || 2 lines shayai sad hindi

वक़्त तो अब लफ़्ज़ों में दिया जाता है,
रूबरू तो महज दिखावा किया जाता है

waqt to ab lafzo me diya jaata hai
roobroo to meha dikhawa kiya jaata hai

Title: Waqt toh abb || 2 lines shayai sad hindi