Skip to content

Paraiye ho jaate hai || 2line money truth

Aapke paas paise hai toh sabh apne hai
paise nahi to apne bhi paraye ho jaate hai

आपके पास पैसे है तो सब अपने है,
पैसा नही तो अपने भी पराये हो जाते हैं। 

Title: Paraiye ho jaate hai || 2line money truth

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


father shayari || pita shayari

धरती सा धीरज दिया और आसमान सी उंचाई है
जिन्दगी को तरस के खुदा ने ये तस्वीर बनाई है
हर दुख वो बच्चों का खुद पे वो सह लेतें है
उस खुदा की जीवित प्रतिमा को हम पिता कहते है..!!

Title: father shayari || pita shayari


Khata se pehle || love Hindi poetry

Maar hi daal mujhe chasm
A ada se pahle apni manzil
Ko pahunch jau kaza se
Pahle….!!

Ek nazar dekh lu aa jao
Kaza se pahle tumse milne
Ki tamanna hai khuda se
Pahle….!!

Hashr ke din mein puchunga
Khuda se pahle tumne roka
Nahi kyu mujhe khata se
Pahle….!!

A meri mout thahar unko
aane De zara zahar ke jaam
na De mujhko dawa se pahle.

Haath pahunche bhi na the
Zulf tak yaaro hathkadi
Daal di zalim ne khata se
Pahle…….!!