Uss waqt jaan nikal jaati hai…
jab pyar apna ho…
Aur zikar dusro ka kar raha ho
Uss waqt jaan nikal jaati hai…
jab pyar apna ho…
Aur zikar dusro ka kar raha ho
Kuch lamho me waqt simat sa jata hai….
vo lamhe sukoon ban jaate hai….
fr kyu jb vo sukoon door hojata hai toh ye waqt guzarne ka naam nhi leta. …
कुछ लम्हों में वक़्त सिमट सा जाता है
वो लम्हे सुकून बन जाते हैं
फिर क्यों जब वो सुकून दूर हो जाता है तो ये वक़्त गुज़रने का नाम नहीं लेता…
❤💕Kyu karte ho baar baar na bichadne ka waada
Mujhe pta hai tujhe khoob aata hai hunar apne vaadon se mukar jane ka❤💞
❤💕क्यों करते हो बार बार न बिछड़ने का वादा
मुझे पता है तुझे खूब आता है हुनर अपने वादों से मुकर जाने का❤💕