Skip to content

Shouk tha || sad shayari 2 lines

Apun ko bhi ghumne ka shouk tha,
saala zindagi ne driver bana ke chodd diya. 

@80rullah

Title: Shouk tha || sad shayari 2 lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Teri Zulfo me || hindi love shayari

TERI ZULFO ME || HINDI LOVE SHAYARI
Teri zulfo me ghana andhera
aankho me kaali shaam hai
khoobsurat hai tu jannat c
chand taare to yuhi badnaam hai
mere paas shabad nahi hai
likhne ko tujhme kuch aisi baat hai
waise to mai tujhe jaanta nahi
par tujhme apna sa ehsaas hai




adhure khwab || hindi sad shayari

Kuch Adhure se khwab yun hi adhure hai aaj
mukkamal se hum kahi na kahi adhure hai aaj
dekh aayna sochte he aaj kya un tute khwab ki tarah hum bhi adhure hai aaj💔

कुछ अधूरे से ख्वाब यूँ ही अधूरे है आज
मुकम्मल से कहीं न कहीं अधूरे हैं आज
देख आईना सोचते हैं आज क्या उन टूटे ख्वाब की तरह हम भी अधूरे हैं आज💔

Title: adhure khwab || hindi sad shayari