Tumhari Yaad Bhut Ati Hain
Apni Yadoo sa kaho
Tu Rukh Aaj Mein Jati hu
Enjoy Every Movement of life!
Tumhari Yaad Bhut Ati Hain
Apni Yadoo sa kaho
Tu Rukh Aaj Mein Jati hu
Yaad hai wo raat jbb humne tumhe
chaand aur khud ko Tara kaha tha
Hazaar dafa tutne ko taiyaar the jbb
Tumhe khudko humara kaha thaa
Aur humne tumhre jaane ka gam nhi kiya
Kyunki tumne jaane ki wjh khud ko
Kisi ka sahara kaha tha….
~priyanshi pathak
na koi kisi se door hota hai
na koi kisi ke kareeb hota hai
wo khud he chal ke aata hai
jo jiska nasib hota hai….😇
न कोई किसी से दूर होता है
न कोई किसी के करीब होता है
वो खुद ही चल के आता है
जो जिसका नसीब होता है 😇