Skip to content

TUMSE MILKE || hindi shayari || love shayari

jaane anjane mai mile the hum tumse
koi irada nahi tha dillagi karne ka
fir jab kari dillagi tumse
toh irada nahi tha tumse dur jaane ka
ki yaad hai mujhe vo har lamha 
jo humne sath bitaya hai
kuch haseen pal kuch rangeen shamein sath bitaye jo saal tumne
kya tumhara irada tha humko chodd jane ka
shuruaat toh aksar sabhi rishto ki sahi hoti hai 
lekin har kisi mai vo dum nahi rishta nibha jaane kaa….😇

Title: TUMSE MILKE || hindi shayari || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dungha ishq || sacha pyar shayari || true love shayari

Dungha ishq dunghai jiwe khoohan di
Tere naal mohobbat roohan di❤️..!!

ਡੂੰਘਾ ਇਸ਼ਕ ਡੂੰਘਾਈ ਜਿਵੇਂ ਖੂਹਾਂ ਦੀ
ਤੇਰੇ ਨਾਲ ਮੋਹੁੱਬਤ ਰੂਹਾਂ ਦੀ❤️..!!

Title: Dungha ishq || sacha pyar shayari || true love shayari


Hamsafar chahiye || hindi shayari || two line shayari

Zindagi ke safar mein ek humsafar chahiye
Kabhi humein shodkar na jaye je waada chahiye…❤

जिंदगी के सफर में एक हमसफर चाहीये
कभी हमें छोडकर न जाए उनसे ये वादा चाहीये….❤

Title: Hamsafar chahiye || hindi shayari || two line shayari