Umeed || punjabi status || Punjabi shayari was last modified: January 22nd, 2023 by ਸਿਮਰ Singh
Enjoy Every Movement of life!
Jazbat nahi bayan hai humara
Alfaaz nahi arzoo hai humari
Chaahat ki wajah diwanagi nahi
Ehsaas ki bina ashiqi nahi
Lihaaz rakhna iss dil ka
Kyunki mohobaat ke bina woh mukamal hi nahi
Khuda bhi pareshaan hai mere lehje se
mein ansu bhi uski khushi ki dua me Baha deta hu ..🙃
खुदा भी परेशान है मेरे लहज़े से
मैं आँसू भी उसकी खुशी की दुआ में बहा देता हूँ..🙃
