
Koi reham na samjhi..!!
Mein sach kaha yara mereya
Tu veham na samjhi..!!

Aadatein acchi ho to badal na q
Zamane bhar se chupna q
Khubsurat ye zindegi ,bass ek baar hi milti hai
Phir kisike daar se isse gawana q
आदतें अच्छी हो तो बदलना क्यूं
ज़माने भर से छुपाना क्यूं
खूबसूरत ये ज़िंदगी , बस एक बार ही मिलती है
फिर किसी के डर से , इसे गवाना क्यूं
Saath hoti tere har ehsaas tera hota sukhi ret par giri baarish ki bundo sa saath tera hota
Par ab Sochu bhi to kya Sochu jo mera tha hi nahi vo mera kaise hota
Main or meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ki tum hote to kaisa hota ……