Skip to content

vo to tunt gaya yuhi || Heard broken sad shayari

hamane dil jo vaapas maanga to sir jhuka ke bole,
vo to tunt gaya yuhi khelate khelate…

हमने दिल जो वापस मांगा तो सिर झुका के बोले,
वो तो टुंट गया युहि खेलते खेलते…

Title: vo to tunt gaya yuhi || Heard broken sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nazneen ishq || love shayari

Ye pyar hai pyar
Waqt waqt pe imtehan leta hai…
dusre ke khusi ke liye
Kabhi kabhi bewajah inzam deta hai…
Nayab hai ye ehsas ,
Esmein fiza he lagti kuch rangeen hai…
Dil ke darbar mein amer na fakir koi
Yahi baat  mohabbat ke sabse Nazneen hai…

Title: Nazneen ishq || love shayari


Dil yeh churaya kyu || hindi dard shayari

Har ghadi har lamha
Ho geya hu main tanha
Pal do pal kyu pass nahi hai tu
Saath nahi hai tu agar dard dena
Hi tha toh dil yeh churaya hi kyu

Title: Dil yeh churaya kyu || hindi dard shayari