Ham madad ke liye roye aur roye
aur… veh vyakti bhi behra ho gya
हम मदद के लिए रोए और रोए
और… वह व्यक्ति भी बहरा हो गया
Ham madad ke liye roye aur roye
aur… veh vyakti bhi behra ho gya
हम मदद के लिए रोए और रोए
और… वह व्यक्ति भी बहरा हो गया
Mere jeene ki wajah bhi tum ho,.
Mere marne ki wajah bhi tum ho,.
Jeena chahti hun toh sirf tumare saath,
marna chahti hun ton sirf tumare liye,.
Eh khuda … Mujhe mere jeene ki wajah de doo warna maut de doo,
kyunki jeena chahti hun toh sirf uske liye,.
Kisi hor ka khayal bhi aana mere dil ke bas mein nhi,.
Tere liye hi zinda rehna chahte hai aur tere liye hi marna chahte hai,
jaise jaise din guzrenge bhul use hm jayenge
Lekin uske baad kisi se pyar nhi kar payenge
Lafzon se dil k andar ki aah byan kab hoti hai
Apne man ki peeda kaise hontho pe hum Layenge..!!
जैसे जैसे दिन गुजरेंगे भूल उसे हम जाऐंगे
लेकिन उसके बाद किसी से प्यार नही कर पाएंगे!
लफ्ज़ों से दिल के अंदर की आह ब्यां कब होती है!
अपने मन की पीडा़ कैसे होठों तक हम लाएंगे!!