Skip to content

Yaad nhi karte || sad hindi shayari || sad in love

Ke ab hum jaanbujhkar tumhe yaad nhi karte
Tere khato se bhi chedchaad nhi karte🙃
Subah uth tere photo bhi nhi dekhte
Ab hum baat mein bhi teri baat nhi karte 💔

कि अब हम जानबूझकर तुम्हे याद नही करते
तेरे खतो से भी छेड़छाड़ नही करते🙃
सुबह उठ तेरे फोटो भी नही देखते
अब हम बात में भी तेरी बात नही करते💔

Title: Yaad nhi karte || sad hindi shayari || sad in love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tere ishq ki aadat || love hindi shayari

Ek baat kahu🙊 kya izazat❣ hai
Tere ishq 💕ki mujhko aadat😘 hai🙈

एक बात कहूँ 🙊 क्या इज़ाज़त ❣ है
तेरे इश्क़💕की मुझको आदत😘 है 🙈

Title: Tere ishq ki aadat || love hindi shayari


TAALASH || thaam rakha hai

izteraab me h zindagi meri..
Ab toh dard me hi araam rakha h…
Tu ab bhi nhi bikhra modassir tere rab ne tujhe thaam rakha h !!!

Title: TAALASH || thaam rakha hai