Yaad vo aaya hai barsaat ki trah,
Baat karne mein chehkta tha jo koyal ki trah..
याद वो आया है बरसात में बादल की तरह,
बात करने में चहकता था जो कोयल की तरह।
Yaad vo aaya hai barsaat ki trah,
Baat karne mein chehkta tha jo koyal ki trah..
याद वो आया है बरसात में बादल की तरह,
बात करने में चहकता था जो कोयल की तरह।
Aise waise chahe ho jaise
sbko chahiye bs paise
bolte khusiyan ki na keemat koi
pr bin paise woh lgta kbhi koi khushi hi nhi
yaha jao paise waha jao paise
aakhir laaye toh laaye kaha se or kaise
bolte jitna gyan baat te utna bdjata
wohi gyan k waaste school or colleges tadpata
bin paiso k toh koi izzat hi ni yaha
paiso k aad pe uche bne firte yaha
bin paiso k bnke rehgye bs ek faltu insaan
jaaye toh jaaye kha
paiso se bhale hi khushi na kharid paaye
pr bin paiso k yaha jiya v na jaaye
Tenu ishq byan kar ta rahe haan
par bina byan kitteya..!!
ਤੈਨੂੰ ਇਸ਼ਕ ਬਿਆਨ ਕਰ ਤਾਂ ਰਹੇ ਹਾਂ
ਪਰ ਬਿਨਾਂ ਬਿਆਨ ਕੀਤਿਆਂ..!!