Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
sapna hindi shayar pic || mere khawaabo ka samundar

tujhe har pal yaad karna
meri bekhyali hi to hai
tha jhaa kehna whaa keh na paya
umar bhar kagjo par yun
shayari likhna #arsh ki bejhubani
hi to hai
TERa sath || hindi shayari || love shayari
Sath mein tu ho aur teri baat ho
mein sunu teri
aur teri har baat mein Meri baat ho❤❤
साथ में तू हो और तेरी बात हो
में सुनु तेरी
और तेरी हर बात में मेरी बात हो❤❤


