* Aao aur samjha lo ki ya be anjaan dil tumara Ho chuka hai….. Aao aur samjha lo ki ya be anjaan dil tumara Ho chuka hai….. chhod ke chal gaye tum par ya dil tumara ho ke raha gaya hai……😊
* Aao aur samjha lo ki ya be anjaan dil tumara Ho chuka hai….. Aao aur samjha lo ki ya be anjaan dil tumara Ho chuka hai….. chhod ke chal gaye tum par ya dil tumara ho ke raha gaya hai……😊
Sahara na raha koi mera
Yuhi darbadar bhatakta hu
Jinki aankho ka noor tha mai kbhi
Ab unhi nazro me roz khatakta hu… 🍂
सहारा ना रहा कोई मेरा
यूँही दरबदर भटकता हूँ
जिनकी आँखों का नूर था मैं कभी
अब उन्हीं नज़रों मे रोज़ खटकता हूँ।। 🍂
💞Na jane kyu achanak mera dam ghutne laga 💞
💞Shayad tumne kisi aur ko gale lgaya hoga💞
💞 ना जाने क्यों अचानक मेरा दम घुटने लगा !! 💞
💞 शायद तुमने किसी और को गले लगाया होगा !! 💞