Skip to content

Kuch sacchi baatein || yaadein shayari hindi

Kapdo pe lagaa daag toh dhul jaata hai

Magar uski khushboo baaki reh jati hai

Jism ke ghaab toh bhar jaate hain

Lekin Dil ke chot nahi bharte hain

Rishtey khatam ho jaati hain

Magar unki nishani reh jaati hai

Log saath chhod dete hain

Lekin yaadein nahi mit ti hain

Title: Kuch sacchi baatein || yaadein shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


zindagi se poosh reha hu || 2 lines zindagi status

में किस लिए यहाँ इस कदर जूझ रहा हूँ

जिंदगी बता,

में तुझसे कुछ पूछ रहा हूँ

Title: zindagi se poosh reha hu || 2 lines zindagi status


Jisko chahte ho || hindi shayari love

shayari hindi love || Jisko chahte ho usko chahat bta bhi dena
kitna pya hai usse yeh bta bhi dena
Jisko chahte ho usko chahat bta bhi dena
kitna pya hai usse yeh bta bhi dena

Title: Jisko chahte ho || hindi shayari love