Skip to content

Tumhara deedar || love hindi shayari

Jo shakhs tere tasawur se hi mehak jaye😍
Socho tumhare deedar mein uska kya hoga🙈

जो शख्स तेरे तसव्वुर से हीे महक जाये😍
सोचो तुम्हारे दीदार में उसका क्या होगा🙈

Title: Tumhara deedar || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kahin behtar hai… || hindi shayari

Kahin Behtar Hai Teri Amiri Se Muflisi Meri

​Chand Sikkon Ke Liye Tune Kya Nahi Khoya Hai​

Mana Nahin Hai Makhmal Ka Bichhona Mere Paas

Par Tu Ye Bata Kitni Rate Chain Se Soya Hai…🥺

Title: Kahin behtar hai… || hindi shayari


Ujala zindagi mein || sad shayari || two line shayari

Manga tha thoda sa ujala zindagi mein,
Par chahne walon ne to aag hi laga di..

माँगा था थोड़ा सा उजाला जिंदगी में,
पर चाहने वालो ने तो आग ही लगा दी।

Title: Ujala zindagi mein || sad shayari || two line shayari