Skip to content

Vo roye || heart touching shayari || love shayari

Vo roye to bhut par mujhse mooh mod kar roye
Koi majboori hogi jo dil tod kar roye
Mere samne kar diye…Meri tasveer ke tukde
Pta chala mere piche vo unhe jod kar roye

वो रोए तो बहुत पर मुझसे मुंह मोड़ कर रोए,
कोई मजबूरी होगी जो दिल तोड़ कर रोए,
मेरे सामने कर दिए… मेरी तस्वीर के टुकड़े,
पता चला मेरे पीछे वो उन्हे जोड़ कर रोए।

Title: Vo roye || heart touching shayari || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


KI JAANE

Na kujh tu kahe na me kaha bas dilbar tainu takda rawa jind sooli te tangi tu ki jaane pyar mera

Na kujh tu kahe na me kaha
bas dilbar tainu takda rawa
jind sooli te tangi
tu ki jaane pyar mera



nazar ka nazar se saccha ikraar || Hindi shayari

Jeevan mein ek baar sabhi ne kiya hai pyar,
Kuchh ne darr kar kuchh ne josh mein kiya izhaar,
Magar bina bole jab do dil keh jaye dil ki baat,
Vahi hai nazar ka nazar se saccha ikraar.

Title: nazar ka nazar se saccha ikraar || Hindi shayari