Ishq walo ne lutta di khali tizori bhi
kismat wale bole jogi ho to aisa
इश्क़ वालों ने लुटा दी खाली तिजोरी भी,
किस्मत वाले बोले जोगी हो तो ऐसा...
Enjoy Every Movement of life!
Ishq walo ne lutta di khali tizori bhi
kismat wale bole jogi ho to aisa
इश्क़ वालों ने लुटा दी खाली तिजोरी भी,
किस्मत वाले बोले जोगी हो तो ऐसा...

Yaad hai wo raat jbb humne tumhe
chaand aur khud ko Tara kaha tha
Hazaar dafa tutne ko taiyaar the jbb
Tumhe khudko humara kaha thaa
Aur humne tumhre jaane ka gam nhi kiya
Kyunki tumne jaane ki wjh khud ko
Kisi ka sahara kaha tha….
~priyanshi pathak